July 24, 2012

HOW CAN WE DO AWARE PWS AND NON STAMMER ABOUT TISA

Mera tisa ke sath ek sal ka jo experience raha hai use dekh kar mai sochta hu kash mai kuch aur pahle tisa se juda hota. mujhe 22 sal tk ye nhi pata tha ki hakalane ka koi solution bhi hai. aur tisa jaisa koi association bhi hai jo pws ki help karta hai. hum log jaise bahut se pws hai jo aj bhi struggle kar rahe hai. unko koi guidence dene wala nhi hai. jaisa ki hum log bhi tisa se judne se pahle kiye honge ex.  badam ka oil tongue pe lagana., mirch khana............etc. jisne jo bhi kaha humlog waisa karne lagte the. kyo na hum log stammering se logo ko aware karne ke liye school/college se start  karte hai. www.justdial.com ki help se humlog kisi bhi city ke school/college ka data excel sheet pe bana sakte hai .   stammering aur tisa ka ppt bana kar scool/college me email kar sakte hai. aur college/school adminstration se notice board pe post karne ke liye permission  le sakte hai. aur kisi ke pas is tarah ke koi ideas hai to wo share kar sakte hai. thanks..

3 comments:

amit dixit said...

tisa ka ek pumplet banbana hai,next meeting me kam se kam 1 school me jarur chalenge

Satyendra said...

Apna Hath- Jagannath!
On the right path!
Dont get discouraged by initial difficulties..

Mohit kumar said...

Stammering awareness is must, we should must do something for it. Like Sachin sir always say "Take initiative". I am always thinking that i should do that and those, but can't, bz their is no stammer in patna want to talk openly about their problem but i am trying to take some steps.