August 18, 2011

DO HATHIYAAR(two weapons)

Hum log parmatma ki santaan hai...maa saraswati ne hume hakla isliye bnaya iske vajah hmari kuch galtiya hai jo humne pehle kabi ki hongi ya hmare parivar me kisine ki hogi...
parantu vo hmari maa h aur jab unhone hmara dukh dekha to unse raha na gaya...unhone sare haklane valo se kaha-"mai apna shraap vapas to nahi le sakti magar tumhe do hatiyar de sakti hu jiska use krke tum apni haklahat ko mangage krke achi life ji sakte ho.."aur vo do hatiyaar the-BOUNCING and PROLONGATION..
isliye hume apne apko parmatma ki santaan mante hue bina kisi dar ke in hatiyaron ka use krna chahiye..aur jab b kabi negative feelings aye to apni antar aatma ki suno aur 24 hrs prayas krte raho...agar bouncng nai ho paa rahi to ghabrao mat...shaant raho aur parmatma par vishwas krte hue ek bar phir prayas karo...
hum parmatma ke bacche hai aur vo hume kabi dukhi nai dekh sakte...dar ki jo b bhavna man me ho use bahar nikal do kyunki jb parmatma tumahre sath hai to kis baat ka dar....
KEEP FAITH IN GOD....

3 comments:

lalit said...

innovative way to describe importance of bouncing and prolongation g8t...........but as per my view god giving us stammering so that we can learn lot of thing ....because pain is greatest teacher in the word..and ya i had learn many thing because of my stammering......:-)

Anupinder Singh said...

hi asit, u have very very positive attitude keep it up......try to bounce and prolong as long u can do....it help alot in stammering modification......patent

ASIT said...

me too lalit ji...